Monday, 31 December 2012

ALLAH is naey sal me ap ki tamam duaen qabul farmaiy

...........HAPPY.......

..............NEW...........

.................YEAR...........

.................2013.............

ALLAH is naey sal me ap ki tamam duaen qabul farmaiy......

Ap ko izzat, sakun kushada rizq, aur khushian ata farmaiy.............

Ap ko aur ap k sab ghar walo ko har bemari , 

Dukh musibbat, preshani, ghum aur takleef se nijat day..............

Aap pe, ap k ghar waloo pe rehm o karam faremaiy.............

Ap k ghar me rehmat o barkat nazil farmaiy..................

ALLAH  ham sab ko bakhsh day..................

               AMEEN SUM AAMEEN 

Happy new year wallpaper


HAPPY NEW YEAR

2012 draw to end, i want to thax the special 

peoples who touched my

 life and made my life more meaning full

and beautifull your one of them may ALLAH

 GIVE YOU HAPPINESS IN COMING YEAR..


HAPPY NEW YEAR(2013)

Tum ko Kaisi Lagti Hai

Raat Uss ne Poocha tha:...

Tum ko Kaisi Lagti Hai....

Chandni December ki.....

Main ne Kehna Chaha Tha...

Saal-o-Maah ke Baarey mein......

Guftagu ke Kya Maani ....

Chahey koi Manzir ho....

Dasht ho , Sumnadar ho....

June ho , December ho....

Dharkanoo�n ka Har Naghma....

Manzaroo�n pe Bhaari hai.....

Saath Jab Tumhara Ho.....

Dil ko Ik Sahara ho....

Aisa Lagta hai, jaise....

Ik Nasha sa Taari hai....

Lakin Uss ki Qurbat mein....

Kuch Nahi Kaha Main ne....

Takti Reh gayi Mujh ko...

kaati Hai Gum Ki raat barey Ehtaraam Se

kaati Hai Gum Ki raat barey Ehtaraam Se ...
 
Aksar Bujha Liya Hai charaagon Ko Shaam Se ....

Roshan Hai Apni Bazm Aur Is ehtamaam Se ....

Kuch Dil Bhi Jal rahey hain charaagon Ke Naam Se ....

muddat huwi Hai Khoon-E-Tamanna Kiye Magar ....

Ab Tak Tapak Raha Hai Lahuu Dil Ke jaam Se ....

Subah-e-Bahaar Hum Ko Bulaati Rahi Magar ....

Hum Khelte Rahe Kisi Zulfo.n Ki Shaam Se ....

har saans Par Hai Maut Ka Pehra Laga huwa ....

Aahista Aye Hayaat Guzar Is Makaam Se ....

kaatii Tamaam umr Fareb-E-Bahaar mein ....

kaante samate-Te Rahe Phoolo.n Ke Naam Se ....

Ye Aur Baat Hai Ke "Dua" Hum Nay Sun Kay....

azet us Ne Di Hai hamein har Makaam Se...

alwda december poetry

???? ??? ?? ????? ?? 

?? ??? ?? ???? ????? ???
??????? ?? ???? ???? ??
???? ???? ???? ????? ???

?????? ?? ????? ????? ??
??? ???? ?? ?? ??? ???? ??

??? ?? ????? ?? ????? ??
???? ???? ?????? ??? ????
?? ?? ????? ?? ??? ?????
?? ??? ???? ?? ??? ???? ??

?? ??? ????? ????? ????? ??
?????? ????? ?????? ??
???? ?????? ??? ???? ???? ???
?????? ????? ????? ???

????? ?? ??????? ??? ??? ??? ???
?????? ??? ?? ????? ???
??? ?? ?? ??? ??? ??? ?? ???
???? ???? ?? ???? ???? ???

????? ?? ???? ?? ????
??? ?? ????? ?????? ??
??? ?? ?????? ????? ???

??? ????? ?? ???? ?? ???
?? ??? ?? ??? ?? ?? ?? ???

????? ??? ???? ???? ??
??? ??? ?? ??? ?? ??? ??

???? ?? ?? ???? ????? ??
???? ?? ??? ?? ??? ?????
???? ???? ???? ?? ????? ???
???? ???? ?? ?? ??? ?????

??? ?? ??????? ?? ???? ???
???? ????? ??? ??? ?????

??????? ??? ????? ??? ???
??? ?? ?? ??? ??? ???? ??
??? ?? ????? ??? ????? ??

???? ???? ????? ??? ???? ????
????? ????? ?????? ?????

?? ?? ?????? ?? ???? ????? ???
??? ???? ?? ?????? ????
??? ??? ?? ???? ????? ??

??? ???? ???

?? ??? ????

december ki akhri raat

???? ???? ???? ?????
???? ???? ???? ?????
???? ???? ?? ????? ???
???? ??? ???? ???? ??
???? ????? ?? ??? ???? 
???? ??? ??? ???? ????
???? ???? ?? ?? ????
???? ??? ??????? ???
???? ?? ??? ?????? ??
???? ????? ???? ??
??? ?? ??? ??? ??
???? ????? ???? ??
????? ??? ?? ?? ??
??? ?? ??? ??? ??..!
?? ?? ?? ?? ???? ???
????? ?? ?? ??? ??

december jab bi ata hain.

��????? ?? ??? ??? ??��

?? ???? ??? ?? ???? ???? ?? ?????? ?? ??? ???? ??
????? ???? ????? ?? ?? ?? ??? ???????
��??? ????? ?? ????? ???��

??? ???? ????? ??
?? ???? ??? ????? ??
????? ?? ?? ?? ?? ??
?? ??? ??? ?? ?????? ??

????? ????? ????? ??
?? ??? ??? ??? ???? ??
??? ??? ??? ????? ?????? ?? ???? ??
???? ????? ??

???? ????? ?? ?? ?? ??
???? ??? ?? ?????? ??? ????? ???? ??
??? ?? ?? ????? ???

????? ?? ??? ???? ???
????? ??? ???? ??
??? ??? ??? ?? ???? ?????? ??
?????? ??? ????? ?? ????? ?? ???? ??
??? ?? ??? ?? ????? ?? ??? ??? ??? ???? ??
?? ??? ?? ?? ??? ???
��??? ????? ?? ????? ???
��

Samundar mein samundar beh geya hai -december last nighte

Koi jazba adhoora reh geya hai,

December aansu�on mein beh geya hai,

Yeh dil khamosh ho kar reh geya hai,

Najane aaj woh kya keh geya hai,

Yeh aannkhain hain hamari kitni gehri,

Samundar mein samundar beh geya hai,

Tumhare sath wabasta tha sab kuch,

Siwaye yaad ke kya reh geya hai,

Palat kar dekhne per hum ne jana,

Dil-e-nadaan kya kya seh geya hai,

Bohat bheerr hai bazaron mein lekin,

Tera Arshad akela reh geya hai..

Sunday, 30 December 2012

December Urdu Best Poetry

Na chairho khilti kalyon, hanste phoolon ko ..
 
In urhti titliyon, aawara bhawron ko, ..

Tassalsul Toot jaay ga!...........


Fiza mehway sama'at hai, ...........

Haseen honton ko naghma-rez rehne do, ...........

Nigahaen neechi rakho aur mujassam gosh ban jaao ......

Agar junbish labon ko di, ..........

Tassalsul Toot Jaay ga! .............


Hawa say pat-tiyaan sargoshiyon mein mehave hain ........

Aur jhoomti shakhon ke jhoolon mein .........

Parindon ki chahak se sara sahil ..........

Sarmadi ehsas mein Dooba huwa ..

Sarshar-o-shadaan hai ............

Agar kankar bhi satah-e-aab pe mara ......

Tassalsul Toot jaay ga!...


Ufuq mein Doobte sooraj ka manzar ...

Iss bulandi se zara dekho .........

Issi rangeen kinaare par, .......

Shafaq sona luta-ay gi ........

Yoonhi tum be- hiss-o-saakit raho ........

Aise mein palkain bhi zara jhapkain .......

Tassalsul Toot jaay ga! ....


Wo khwabeeda hai, khwabeeda hi rehne do ............

Na jaane khwaab mein kin waaadiyon ki sair karti ho ....

Bulandi se phisalte aabsharon mein kahin gum ho ........

Falak- asaar choti par kahin meh'way tarranum ho ................

Agar awaz di tum ne .......

Tassalsul Toot jaay ga!............


Main shayar hoon, .......

meri fikr-e- rassa, ehssass ki uss satah par hai ..............

jiss mein khushboo rang banti hai .............

sada ko shakl milti hay .............

tassavvur bol uthta hai ...........

khamoshi gungunaati hai .....................

yeh wo waqfa hai  aise mein, ......................

agar daad-e-sukhan bhi di ...............

tassalsul Toot jaay ga!...............

great december poetry in urdu

Sad December Poetry

Lambay Safar Ki Oat Mein Pal Bar Nahin Ruka..
  Mein Waqt K Fareeb Mein Aa Kar Nahin Ruka....

Phir Aa Gaya Aik Naya Sal Dosto�..

Is Bar Bi Kisi Say December Nahin Ruka...

Lay Kar Kisi Nain Haath Mein Kashkol-E-Waqt........

Aisa Safar Kia K Kahin Per Nahin Ruka.......

Manzar Kay Aks Mein Koi Chera Chatakh Gaya.......

Sheshay Kay Pas Aa Kay Jo Pathar Nahin Ruka..........

Chalta Raha Adoo Ki Safin Rondta Howa...........

Lakhon Ka Khoun-E-Jigar Kar K B Lashkar Nahin Ruka.........

Bas Yeh Howa K Akhri Lamha Bi Aa Gaya........

Dil Ka Tawaf Koocha-E-Dilbar Nahin Ruka.......
the best poetry in urdu

Great December Urdu Poetry

Kayii Saal Guzrey
Kayii Saal Beetey

Shab-o-Roz Ki Gardishon Ka Tasalsul...

Dil-o-Jaan Mein Saanson Ki Partein Ultatey Hue
...

Zalzalon Ki Tarah Haanpta Hay!...

Cheekhtey Hue Khuwab...

Aankhon Ki Nazuk Ragein Cheeltey Hain...

Magar Main Har Ik Saal Ki Goud Mein...
Jagti Subah Ko....

Bey Karaan Chahton Se Atti Zindagi Ki Dua Dey Kar...

Ab Tak Vohi Justaju Kar Raha Hoon...

Safar Zindagi Hay...

Safar Aagahi Hay...

Safar Aabla Payii Ki Dastan Hay...

Safar,Umer Bhar Ki Sulagti Hui Khuwahishon Ka Dhuwan Hay...

Kayii Saal Guzrey...

Kayii Saal Beetey...

Musalsal Safar k Kham-o-Paich Mein...

Saans Leti Hui Zindagi Thak Gayii Hay...

k Jazbon Ki Geeli Zameenoo Mein...

Boye Hue Roz-o-Shab Ki Har Ik Fasal Ab Pakk Gayii Hay...

Guzarta Hua Saal b Aakhrii Hichkiyaan Ley Raha Hay...

Mery Paish-o-Pass...

Khauf, Dehshat, Ajal,Barood Ki Mouj....

Aabadian Noch Kar Apney Jabrron Mein Jhakrri Hui Zindagi Ko..

Darindoo Ki Surat...

Nigalney Ki Mashqon Mein Masroof Tar Hain
...

Har Ik Rasta, Maut Ki Rahguzar Hay...

Guzarta Hua Saal Jaisy b Guzra...

Magar Saal k Aakhri Din...

Nihayet Kathin Hain...

Har Ik Simt Laashon k Anbaar...

Zakhmi Janazon Ki Lambii Qitarein.
..

Kahan Tak Koi Dekh Paye...

Hawaon Mein Barood Ki Baas...
 
Khud Aman Ki Noha Khuwan Hay...

Koi Chara Gar, Asr-e-Hazir Ka Koi Maseeha Kahan Hay...
 
Mery Milney Walon....
 
Naye Saal Ki Muskuratii Subah Gar Haath Aye..

To Milna....
 
k Jatay Hue Saal Ki Saaton Mein...

Yeh Bujhta Hua Dil..

Dharakta To Hay..

Muskurata Nahi...

December Mujhay Raas Aata Nahi...
best urdu poetry


Poetry On December Sms - Urdu December Poetry

Naee hikayat muhabbaton ki
 
Shikayatoon ki 

Bhujhe bhuje se haroof le kar 

Kohar mein doobi seyyahoon ki ..
 
Warq warq per utaarna hai ...

Udaas shamoo ke phool chun kar ...

Suno December ...
Ussay pukaaro ...
Ussay bulaaoo ...

Suno December ... Ussay mila do ...

Ab is se pehlay ke saans niklay ...

Ab is se pehlay ke saal guzray ...

Wohi lakeerain wohi sitaara ...

Meri lakeeroon mein qaid kar do ...

Ya aakhri shab ke aakhri pal ...

Koi bara ikhtitaam kar do ...

Yeh zindagi bhi tamaam kar do ...


Suno December ... Ussay mila do...

Poetry of December - Urdu Best December Poetry

December ki sard hawaoo....

Us se milo to kehna....

K aaj bhe....

Us ki yaad....

Kisi k dil main...

Mustaqil...

Khaima zan hay....

Koi aaj bhe usay...

Uthtay,bethtay,sotay ,jagtay,....

Hanstay,rotay....

Yaad karta hay....


December ki sard hawaoo....

Us se milo to kehna...

K aaj bhe...

Kisi ki palkain...

Sir e sham he...

Us k intizar main...

Beech jati hain,...

Aaj bhe koi...

Us kay liye...

Udas rehta hay...

December ki sard hawaoon

Us se milo toa kehna...

K aaj bhe...

Us kay bin...

Sogawar guzertay hain,...

Aaj bhe...

Kisi ki aankhain...

Us kay liye...

Num rehti hain...

December ki sard hawao...

December ki sard hawao...

December ki sard hawao...

Urdu Poetry on December - Best Urdu Poetry - English Poetry sms

Suno

December ki thitharti huii shaamien..

Kohar ma lipti dhundaali si subhien..

Darakhton se girte huye..

Khushk zerd patte..

Wo gaaon ke tamaam raste..

Mohabbaton ke tamaam rishte..

Khayaal abad kerte hain..

Tumhein sub yaad kerte hain..


December Poems - Urdupoems

December jab bhi ata hai...
 
Wo pagli...

Phir se beete mosamon ki

Talkhion ko yaad karti hai

Porana card parhti hai

Ke jis main os ne likha tha

Main louton ga december main

Naye kapre banati hai

Wo sara gher sajati hai

December ke her ek din ko

Wo gin gin ker betati hai

Jonhi 15 guzerti hai

Wo kuch kuch toot jaati hai

Mager pher bhi

Porani album ko khool ker
Mazi bolati hai

Nahi maloom ye es ko

Ke beete wakt ki khushian

Boht takleef deten hain

Mahz dil ko jalati hain

Yonhi den beet jaate hain

December lout jata hai

Mager wo khush-fehm si larki

Dobara se calender main

December ke maheene ke

Safhe ko moor ker pher se

December ke saher main doob jati hai

Ke akhir os ne likha tha

Main louton ga december main...

urdu peoms

Poetry on December

??? ???? ????? ??

?? ?? ??? ????? ???

???? ???? ????? ??

????? ??? ????? ???


??????? ?????? ??

??????? ????? ??

?? ?? ???? ???? ??

?? ??? ?? ????? ??


?? ?? ??? ????? ???

?? ??? ???? ????? ??

?? ??? ???? ??


?????? ?? ???? ???

?????? ?? ???? ???

?? ??? ????? ???


????? ?? ???? ??

?????? ?? ????

?? ??? ??? ?? ??

???? ???? ?? ????
....!!

december poetry images

urdu december poetry

loo  aik saal orr judae mi guzar gaya 

mi apne sufaid bal gino december mi.....

alvida december poetry

poetry about december

Wo Jis'se Barish Pasand Na Thi...

Na Jane Kiyon..
 
Aaj Deir Tak Tanha,,,,
 
December Ki Barish Main..
 
Bheegta Raha...'
 
december poetry urdu
 

december urdu poetry

Teri Yaad, Tanhai, Khamoshi, Aur Behty Aansu....

Pehli Subha December ki kya kya Tohfy Lai hai....

Guzar Jata Hai Sara Saal Yun Toh......

Nahi Katta Magar Tanha December........

december sad poetry

Alwidai December

Yeh Kesa Alwidai Geet Gaaya December Ne

Jatey Jatey Nargissi Mausam Ko Rulaya

Khain Pe Lalazar Banya

Gulab Motia Chambeli Se

Tulip Ki Larioon Se Goond Ke

Pyar Ke Rangoon Se Sainch Ke

Parioon Si Khawishoon Ke Jhoormat 

Main 

Hamrieen Laboon Pe

Duaaon Ke Alwidi Kalmaat

Tum Hamesh Raho Mere Saat

Marmareen Hatehlioon Pe Naii


Umeedoon Ke Roshan Chiragh

Sadioon Se Chand Ke Devi

Kaat Rahi Hai Charqha


Narm Narm Galoon Se

Prem Ki Dhank Se Dhunak Rahi Hai

Hur Ane Wali Subha Ko

Rub Ne Dia Hai Sub Ko Ye Hi Pegham

Ajj Jati December Ki Sham

Insaanyat Ke Naam

Mohabbat Azaadi Shanti Amaan Hai 

Sub Ki Jaan

Nafratoon Ko Kar Do Tammam

Choti Se Hasti Hai Ye

Pyar Se Basti Hai

Hamesha Se Hai

Hamesha Rahingain

Main Or Nelaa Asmman,,,,,,,,

december rain poetry

december poetry

December Laut Aaya Hai
  Tumhaaray Laut Aanay Ki.
  Na�ee Ummeed Jaagi Hai

Abhi Pichhlay Baras Tum Nay
  Meiray Seenay Pay Sar Rakh Kar..
  Haya say munh chhupaaya tha..

Magar aprail aanay tak..
  Tumhaari jheel aankhoon main..
  Naya sapna samaaya tha..

Miray chhotay say aangan main�
  Tumhain veh�shat si hoti thi..
  Mujhay tum nay bataaya tha..

�Kisi Ki Qaid Main Rehna�
  Mujhay Acha Naheen Lagta..
  Main Ik Aazaad Panchhi Hoon�

Suna Hai Phir Say Tanha Ho..
  Setambar K Maheenay Say..
  Bohat Khaamosh Rehti Ho..

K Jis Ko Tum Nay Chaaha Tha..
  Wafa K Naam Se Us Ko..
  Bohat Veh�shat Si Hoti Thi..


�Wo Ik Aazaad Panchhi Tha..
  Kisi Ki Qaid Main Rehna..
  Usay Acha Na Lagta Tha��

Suna Hai Mairay Aangan Ki..
  Tumhain Ab Yaad Aati Hai�
  Suna Hai Tum Pa�shaymaan Ho�

Chalo Phir Aisa Kartay Hain..
  December Ka Maheena Hai�
  Naya Aaghaaz Kartay Hain�

December Laut Aaya Hai�
  Suno Ab Laut Aao Tum�.

Saturday, 22 December 2012

punjabi poetry

''yaran di yari har pal sataye gi''

''dukh vele yari apey yad aye gi''

''os din aye gi yaran di qadar tanon''

''jes din is yar di jind muk jaye gi....... M

punjabi poetry smspunjabi shayari best

sad poetry images - sad image poetry

DIL roz sajta hain NADAAN,  dulhan ki tarah....

 ..........Dost............

Gham roz chale aate hain barati ban kar.....

==================================
Wada kya Usne raat koo mery khuwab me aane ka.......!!!

Aur Ek hum badnaseeb thy k raat bhar khushi sy soo na saky..... 
  
great poetry in urdu - short poetry

 

urdu ghazal sms - urdu poetry ghazal

Mohabaat kar to li  hum nay mohabat paa nahin saktay.....

Bohat kehnay ki khuwahish hay magar bata nahin saktay.....

Teri baatein teri yaadien hamara dil dukhati hain...

 Bohat takleef hoti hay tujhy suna nahin saktay....

Tery saath chalna hay teri manzil ban na hay....

Bohat thak gaay hain hum ab aagy ja nahin saktay...

 Suno hum toot jaaen gy humein kaisy sameto gy....

K mar kar bhi meri jaan hum tujhy  bhula nahin saktay.......M

urdu ghazal poetry - send sms urdu

Friday, 21 December 2012

urdu sad poetry sms - download urdu poetry


Terey Ekhlaass Say Mohabbat Ki Hai....


Terey Ehssaas Say Mohabbat Ki Hai....

Tu Merey Pass Nahin Hai Phir Bhi....


Teri Yaad Say Mohabbat Ki Hai....

Kabhi Tu Nay Bhi Mujhay Yaad Kya Ho Ga...


Main Nay Un Lamhaat Say Mohabbat Ki Hai...

Jin Main Ho Sirf Teri Aur Meri Baatain...


Main Nay Un Auqaat Say Mohabbat Ki Hai...

Aur Jo Mahekay Ho Sirf Teri Hi Mohabbat Say...


Main Nay Un Jazbaat Say Mohabaat Ki Hai...


Tujh Say Milna Tu Ab Khuwaab Sa Lagta Hai ???...


Mohsin Nay Terey Intezaar Say Mohabbat Ki Hai...

sad poetry images in urdu - images of poetry

sad poetry sms in urdu - great urdu poetry

'''Barbad hony k aur bhe bohat say rasty thy....

........         Dost      ..........

   '''''Na jany hamin mohabaat he ka  qiun khayal aya....!!
urdu sad ghazals - latest urdu poetry

sad urdu poetry sms

 Kabi joo hoo guzar too fatiha parhney chaley aana.....

Mere dil main adhoori chahatoon ka urrs lagta hain......

sad poetry in urdu about love

Bbkhat say  koi skayet haa na aflak say haa..

Yehi kya kam ha k nasbad mujhae aas khak SAY HAA.

Tuesday, 18 December 2012

Kisi ny sameta bhi to sirf jalany k liye - ghazal poems

SOKHY PTTON KI TARHA BIKHRAY HAIN HUM TO...

................................Aay dost..........................................................

Kisi ny sameta bhi to sirf jalany k liye..............!!!!!


search poetry

Agar woo phar bi tmhara na bunsake to use chor do - SHIEKH SADI

"''''''''''''SHIEKH SADI""""""""""

KISI SHKHS KOO ITNA PYAR DOO K KOIGUNJAESH NA CHORO........

Agar woo phar bi tmhara na bunsake to use chor do.......

Q  K wo mohabat ka talabgar  hi nahi........

Woo sifr zarurat ka pujari hain.........

Mohabat krne wale kooo kisi cheezki zarurat nahi hoti.....

OR zaruratmand koo kisi cheez se mohabat nahi hoti......

BEST POETRY OF PARVEEN SHAKAR

===========================================================

Monday, 17 December 2012

Kamaal ka shakhs tha jiss nay zindagi tabah kar di-Ahmad Faraz

Kamaal ka shakhs tha jiss nay zindagi tabah kar di.....!!!!!!

Raz kii baat hain dil uss say khafa ab bi nahi......!!!!!!!!!

Sad Poetry  IMAGE POETRY

Jis khuwab mein hoo jaye Didar-e-Mustafa Hasil- nighte wish for all muskim - urdu Best Poetry - ?? ???? ??? ?? ???? ????? -? -?????? ????

"""""""""".......Night wish..........."""""""""

Jis khuwab mein hoo jaye Didar-e-Mustafa Hasil....

Aye rab kabi humkoo bhi woo neend sula dye....!!!!!!



?? ???? ??? ?? ???? ????? -? -?????? ???? 

?? ?? ??? ???? ??? ?? ???? ??? ??