Tuesday, 16 October 2012

poems for broken hearts

Ek Dost Bola Tu Shadi Kis Se Kary Ga?
Main Ne Kaha Main Shadi Shuda Hoon.....
Main Ne Kaha Yaadein Hain Kisi Ki......
Kehny Laga Kis Ne Parhaya Tha Tera Nikah?
Main Ne Kaha Mustaqbil K Khuwbon Ne....
Wo Bola Kaisi Guzar Rahi Hai Zindagi?
Main Bolney Hi Wala Tha K Aankhon Se Aansoo Chalak Parey.....
Wo Bola Usey Chour Kiun Nahi Deta?
Main Ne Kaha Haq Mehr Mein Apni Zindagi Likhi Hui Hai......!!!
poetry about life

Designed By Saddiq Ur RehMan SaddiqI(009 3025866338)

+++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++

Pata Pata Gul-o-Gulzar Gawahi Dein Ge
Meri Gallian Mery Bazar Gawahi Dein Ge
Kitney Tarpy Hain Teri Mohabbat Mein
Mery Ghar K Dar-o-Deewar Gawahi Den Ge
Mery Jazbon Meri Sochon Pe Musallat Hai Tu
Meri Nazmein Mery Ashaar Gawahi Den Ge
Duniya Mein Sirf Tujh Se Mohabbat Ki Hai
Tujhe Paney Ki Jahan Main Ne Duaen Mangen
Wo Masjiden Wo Darbaar Gawahi Dein Ge

poem about sad poetry

Designed By Saddiq Ur RehMan SaddiqI(009 3025866338)

++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++

brokenheart poems

      Baarishon Mein Bheeg Kar Wo Aksar Kaha Karta Tha

     Mujhe 2 Cheezen Bohut Piyari Lagti Hain

     Ek Baarish Aur Ek Tum

     Baarish Mujhe Is Liye Piyari Lagti Hai

     Q K Baarish Tumhari Yaad Le Kar Aati Hai

    Tum Mujhe Is Liye Piyary Lagty Ho

    Q K Tumhari Yaadein Baarish Ko Aur Bhi Piyara Bana Deti Hai

     Aaj Baarish Mein Akeley Bheeg Kar Na-janey Q?

     Mera Dil Mujh Se Bar Bar Keh Raha Tha....

     K Main Baarish Ki Har Ek Boond Se Puchun....

     Kia Usey Baarishen Aaj Bhi Piyari Lagtein Hain....??
broken heart poetry-sad poetry

++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++

    Ajeeb Halat Hoti Hay Is Muhabat May DiL Ki.


    Udaas Jab Bhi Yaar Ho Qasoor Apna Lagta Hay.
broken heart sms-urdu poetry

+++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++
    Tumhara Naam Likhnay Ki Ijazat Chin Gayi Jab Se

   koi bhi lafz likhta hon tou aankhain bheeg jati hain

  Hazaron mausmon ki hukmarani hae meray dil par

  Wasih main jab bhi tanhha hon tou aankhain bheeg jati hain

urdu broken heart poetry

++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++

Saturday, 13 October 2012

sad urdu poetry

kitni jaldi lipat jatay hoo neend se.....

     MOHSIN

goya ishaq se mehroom lagty hooo........!!!!

sad urdu poetry


+++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++
phir ghalat fehmi mein daal dia na......!!!

      WASI.......

muskra k guzr jana zruri tha kaya..........???
sad heart poetry


+++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++

nahi hai koi muntzir hamara jis say karen dil ki bat..........

soo jaoo k duniyan masroof hai apnay chahnay waloon k sath.......!!!!

urdu poetry


++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++

sad love poetry

Muhbaat ab pata chala k main kis qadar tanha hon............

                      DOST

peechy joo murr k daikhon to saya b mounh phair leta hain......

sad poetry

Designed By Saddiq Ur RehMan SaddiqI(009 3025866338)

++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++
phir nahe bastey woo dil joo ek baar ujar jatay hain......

qabrein jitni bhi sanwaroo, koi zinda nahi hota.....!!!

love poetry

Designed By Saddiq Ur RehMan SaddiqI(009 3025866338)

+++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++

sookhy ptton ki trha bikhray hain hum to........

kisi nay sameta bhi too sirf jalany  k liye.......!!!!

urdu love poetry

Designed By Saddiq Ur RehMan SaddiqI(009 3025866338)

+++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++

Saturday, 6 October 2012

sad poetry urdu

wo kab ka bhool chuka hoga peyar ka qissa.........!!!!!!!!!

bichar k kis ko kis ka khayal rehata hain....!!!!!!!!!!


Designed By Saddiq Ur RehMan SaddiqI(009 3025866338)

++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++

nikaalaa hum ko jannat se,

faraib-e-zindagi de kar diya phir shoq-e-jannat keun?

ya hairaani nahi jaati............


Designed By Saddiq Ur RehMan SaddiqI(009 3025866338)

++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++

meri miat ka us ko btana lekin in alfaz main..................

tumhara sadiyon say joo arman tha woo ajj pura ho gaya...............!!!!!!!!


Designed By Saddiq Ur RehMan SaddiqI(009 3025866338)

+++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++

na janey  kya soch ke wo baar baar rula deta hain...............!!!

hamara to bus itna qasoor hain ke usay chaha or bepanah chaha............


Designed By Saddiq Ur RehMan SaddiqI(009 3025866338)

++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++

Thursday, 4 October 2012

Ghazals

yahan pal pal jalna parta hain....

har rang main dhalna parta hain....

har moor pay thokar lagti hain.....

har haal main chalna parta hain....

har dil koo samajhne k liye khud se larna parta hain....

kabhi kabhi khud ko khona parta hain.....

 kabhi chup chup k rona parta hain...

 kabhi neend na  aaye phoolon pay kabhi kantoon pay soona parta hain...

 kabhi maar k jeena parta hain....

 aur

 kabhi jee k maarna parta hain...


 kabhi too khushian loat k ayen giii..

 iss aas jeena parta hain....


Designed By Saddiq Ur RehMan SaddiqI(009 3025866338)

Ghazal

dil k jalyey hoe zakhmo koo hawa maat day na....

beety lamhoo k kisi pal ko sada maat day na.....

teri aankhoo k ye aansoo too anmool moti hain....

apni naadani mei tum in ko ganwa maat day na...

ab maza denay laga dard-e-mohabbat mujy koo ....

muhy koo iis ki ab koi dawa maat dey na....

yun na ho k log mohabbat hi se toba kr lein.....

is tarah jurm-e-mohabbat ki saza maat day na....

loog ajsar yun hii bin pochey chaley aaty hain...

koi pochy b to tum dil ka pata maat day na.....


Designed By Saddiq Ur RehMan SaddiqI(009 3025866338)